waaah bhai saab, kamaal hai..earphones for rs.83700, mera to phone bhi 7000 ka h bas,,, bhai aaj pata chala ki meri aukaad abhi kitni kamm hai,,skullcandy k 499 wale earphone use krke mei to apne aap ko khuda samajh raha tha,, par aaj mujhe pata laga k mei kya hu,,,Thank you soo much to bajaao.com jisne meri aankhe khol di aur mujhe bataya k abhi main bachha hu.sorry for giving you only 5 Stars,,,isse jyada ka option nahi h bhai